Firaq e khudi mein khud ko kho betha hun main
Hona kya tha aur kya ho betha hun mein
Manzilain kayi ayin taak main meri safar ko
Manzilon se kinara kiye safar ko ghar kar betha hun main
Paish hota hun jab bhi kabhi khudi ki adalat mein
Khudi surkhuru hokar khud ko saza de betha hun main
Adal manind koi kaif kay se to nahi hain
Suroore munsafi se sarshar ho betha hun hain
Na hi koi mehfil e Jana, na koi bazm e sathi
Khudi shama kiye khudi mehfil ho betha hun main
Aur daman main faqt ek kalam ke siwa kuch nahi
isi Dolat-e-zeest se mazhar ho betha hun main
Mudda kya bayan karon is sawan-e-hayat ka
Gardish-e-hayat ka mehwar ho betha hun main

No comments:
Post a Comment